Sad Shayari in English: An Emotional Outlet for Poets and Readers
In the realm of poetry, sadness has been a muse for many poets. The heart-wrenching pain of losing a loved one, the agony of unrequited love, the despair of a broken relationship, or the loneliness of isolation have all been expressed through the art of poetry. Among the different genres of poetry, Shayari, a form of Urdu poetry, is known for its ability to evoke emotions in a powerful and succinct way. In this article, we will explore Sad Shayari in English and how it can be a cathartic experience for both poets and readers.
Teri Meri Bane To Bane Kaise..
Tujhe Nibhana Nahi Aata,
Mujhe Bhulana Nahi Aata….!
Matlab Ki Duniya Thi
Isliye chor diya sabse milna,
Warna ye choti si umar
Thnahai ke qabil to nahin the..!
Koi kitana bhi himmatawala kyu na ho,
Hamesha koi khas insaan ki yaad rula deta hai..!
I don’t hurt people With a lie,
I just fu*k them With a truth..!
Mat Kiya Kar e Dil, Kisi Se Mohabbat Itni,
Jo Log Baat Nahi Karte, Wo Pyar Kya Karenge..!
Hamne to ek sakhs par
chahat khatam kardi,
Ab mohabbat kise kahte hai
hamen malum nahi..!
Khata ka pata nahi,
Bas saza kaate jaa raha hu..!
If you trust someone Else more than yourself You will be the biggest Joker..!
Puch raha hoon zindagi se zindagi ka pata,
Jab milegi to pata chal hi jayega..!
Kisi Ko Bhi Nahi Chaha Maine,
Jaan Ek Tujhe Chahne Ke Baad…!
Galti Unki Nahi,
Kasoorwar Meri Garibi Thi,
Hum Apni Aukaat Bhoolkar,
Bade Logon Se Dil Laga Baithe..!
Jisne jitna waqt diya tha,
Hamne sab sambhal ke rakha hai,
Kisi din fursat se ada karunga…!
Tum iss sheher ki Rivaayat se anjan Ho dost,
yaha yad Rehne ke liye yaad Dilana padta hai..!
Sab se jyaada dard tab hota hai,
Jab bina kisi galati ke log,
Hame galat samajh lete hai,
Aur saath chhod dete hai…!
Muzhe Maloom H K Meri Zindagi K Gam Kbhi Jane Wale Nhi,
Mai Intezar Krunga Unka Aakhiri Sans Tak Jo Kbhi Aane Wale Nhi..!
Koi Baat, Koi Aadat Ya Phir Koi Ada,
Kabhi To, Kuchh To, Yaad To Aata Hoga..Aajkal main zyada kuch nahi rakhta,
Chahe wo khwaish ho ya log…!Khud Ka Dard, Khud Se Jyada,
Koi Nahi Samajh Sakta…!Yu To Har Sakhs, Bade Ahtaram Se Mila,
Magar Jo Bhi Mila, Apne He Kaam Se Mila…!Apne aap ko uske tarah likh pau,
Ek aisa kirdaar dhoondh raha hu..!Lat To Tumhari Lagi Hai,
Shayari Karna To Ek Bahana Hai…!Aaj Siddat Se Dil
Chaah raha hai.
Band Aankhen Kholoun,
To tum Samne Ho…!Jhoothi humdardi nahi di Humane kisi ko,
Jiske liye bhi kuchh karate he Bas dil se hi karate hai..!Dekh Li Is Duniya Ki Yaari.
Badal Gaye Sab Baari Baari…!Unse phir baat hui,
Lekin baat me wo baat nahi lagi..!Uski bahon me sone ka,
abtak shauk hai mujhe,
Mohabbat me ujadkar bhi
Meri aadat nahin badli…!Apne aap se salah mashwara kar raha hu,
Ki zindagi se hisab kaise karu…!Wo Jaane Ko Betab Hai,
Aur Hum Jaan Dene Ko…!Hazaron milenge zindagi ke bhid me,
Humse behtar mil jaye to, naaz karna apni qismat pe..!Kuch lamhe zindagi se udhaar liya tha,
Aajkal vyag chuka raha hoon..!Jinhen Humne Khud
Se Jyada Chaha Tha
Usi Shakhs Se Maine
Dhokha Khaya Tha…Har Chehre Mein
Chhupi Ek Kahani Hai
Jo Jitna Muskuraye Uski Bhi
Dard Bhari Kahani Hai…Har Ek Wafa Ke Badle
Bewafai Ki Tumne
Dil Todkar Jakhm Diye Tumne..Ek Bewafa Ne Hamien Is Kadar
Dard Diye Hain Dil Tod Kar
Usne Hamien jakhm Diye Hain..Unki Narajagi Mujhe
Hurt Kar Rahi hai
Mano Jaise Bin Saanson Ke
Zindagi Chal Rahi Hai..jo Meri Wafa Ke Layak Bhi Nahin The
Unhe Se Be Inteha Ishq Kar Baithe Ham..Mere lafz ab Khamosh Rahane
Lage Hain teri Bewafai
Ka Gam sahne Lage Hain..Is Tute Dil Se Ham yah Fariyad
karte hain Tumhen bhi
Tumhari Tarah Jaane wala mile..Teri Mohabbat Ka Dard Ab Mujhe
satane Laga Hai meri zindagi Mein
ganon ka Saya Aane Laga Hai..Jinhe Hum Dil Se Mohabbat Karte
The Vahi Sab Hamari zindagi Mein
Jahar Ghul kar Dur Chala Gaya..Tere Laut aane ka Intezar Aaj Bhi
Karti hun tu Mujhe mil le a Na Mile
tujhse hi Mohabbat Karti hunMujhe Ishq Ke Liye Teri
Jarurat Nahi Kuchh
Yaadein Aur Kuchh Tasviren
Chhupa Rakhi Hai Dil Me..Bade Hi Ajeeb Hain Ye
Zindagi Ke Raste
Anjane More Par Kuchh
Log Apne Ban Jate Hain..Aisa Nahi Ki Shakhs
Achchha Nahi Tha Wo
Jaisa Mere Khayal Mein
Tha Bas Waisa Nahi Tha WoPal Pal Tarshe Hum Jis
Pal Ke Liye Wo Pal
Bhi Aaya Zindagi
Mein Bas Ek Pal Ke LiyeMujhe Chhodkar Wo
Khush Hai To Shikayat Kaisi
Ab Mai Unhe Khush Bhi
Na Dekhu To Mohabbat Kaisi..Ek Ye Khwahish Ki Koi
Zakhm Na Dekhe Dil Ki
Ek Ye Hasrat Ke Koi
Dekhne Wala To HotaHumne Tere Baad Na Rakhi
Kisi Se Mohabbat Ki Aas
Ek Shakhs Hi Bahut Tha
Jo Sab Kuchh Sikha Gaya..Ab Bhi ilzam-e-Mohabbat
Hai Humare Sar
Par Ab To Banti Bhi
NahYaar Humari Uski.Jab Bhi Wo Udaas Ho Use
Meri Kahani Suna Dena
Mere Haalat Par Hansana
Uski Purani Aadat HaiSirf Chehre Ki Udaasi Se Bhar
Aaye Teri Aankhon Mein
Aansoo Mere Dil Ka Kya Aalam
Hai Ye To Tu Abhi Jaanta NahiAaj Phir Yaad AayeTum Un
Beete Lamhon Mein.Aakhir
Wo Lamhen Hi To HainJinhe
Mein Apna Bana Paaya..Tu Badnaam Naa Ho Isiliye Ji Rahi Hun Main
Warna Marne Ka Irada To Roj Hota Hai !Tumhari Talaash Mein
Nikalu Bhi To Kya Fayeda
Tum Badal Gaye Ho Kho
Gaye Hote To Aur Baat Thi..Khamoshiyan Bol Deti Hai
Jinki Baatein Nahi Hoti
Ishq Wo Bhi Karte Hain
Jinki Mulakatein Nahi HotiKitna Bebas Ho Jata Hai
Insaan Jab Kisi Ko
Kho Bhi Nahi Sakte
Aur Uske Ho Bhi Nahi Sakte..Kal Kya Khoob Ishq Se ntekaam Liya Maine
Kagaz Par Likha Ishq Aur Use Jala DiyaJo Shakhs Meri Har Kahani
Har Kisse Mein Aaya
Wo Mera Hissa Hokar Bhi
Mere Hisse Mein Nahi AayaTujhko Paane Ki Tamanna
To Mita Di Maine Lekin Is Dil Se
Tere Deedar Ki Hasrat Na Gayi..Aati Hai Jab Yaad Teri To Teri
Yaadon Mein Hum Kho Jate
Hain Aaj Kal Tujhe Sochte
Sochte Hi Hum So Jate Hain..Kya Bemishal Pyaar
Tha Mere Yaar Ka
Wade Kiye Mujhse
Nibhaye Kisi Aur Ke SaathKisi Ko Itna Mat Chaaho
Ke Bhula Bhi Na Sako
Yahan Mijaaz Badalte Rahte
Hain Mausam Ki TarhaEk Tere Bagair Hi Na Gujregi
Ye Zindagi Meri Bataa
Main Kya Karoon Saare
Zamane Ki Khushi LekarHar Waqt Milti Rehti Hai
Mujhe Ek Anjani Si Saza
Main Kaise Puchhu Takdeer
Se Ki Mera Kasoor Kya HaiMana Ki Kismat Pe Mera
KoiJor Nahi Par Ye Sach Hai
Ki Mohabbat Meri Kamjor Nahi..Thokar Na Laga Mujhe
Patthar Nahi Hoon Main
Hairat Se Na Dekh Mujhe
Manzar Nahi Hoon Main…More You Love People, More they will hurt you
Dilwale to hum bhi the mohabat main dil jala baithe,
takdir hi apni kuch aise thi ek bewafa se dil laga baithe.Itne badnam ho chuke hum is zamane mein
thume sadiyan lag jayegi humein bhulane mein.Suno na, har roz rula dete ho
kya mere dard se dard nhi hota tumhe.Na jaane kitne salo ki duao ke baad paya tha use
par usne mujhe bus do second me thukra diya.Aaj mera waqt bhi,
Meri halat dekh kar ro pada,
Aur bola kharab mein chal raha hu,
Aur saja tumhe mil rahi hai.Mohabbat naam hai jiska,
wo aisi qaid hai yaron,
ki umren bit jati hain
Par saza puri nahin hoti.Yun to har shakhs, bade ahtaram se mila.
Magar jo bhi mila, apne he kam se mila.Mana ki teri nazar mein,
Shayad kuch bhi nahin hu mein,
Par meri kismat tu unse puch,
Jinko palat kar nahi dekha maine sirf tere liye.
What is Sad Shayari in English?
Sad Shayari in English is a form of poetry that conveys deep feelings of sadness, melancholy, and despair. It is often used as an outlet to express emotions that are difficult to put into words. The poetry is characterized by its use of metaphor, imagery, and symbolism to create a vivid picture of the emotions being conveyed.
The origin of Shayari can be traced back to ancient Arabic and Persian poetry. It later evolved into the Urdu language during the Mughal era in India. In recent years, it has gained popularity worldwide and is now being written and enjoyed in various languages, including English.
The Beauty of Sad Shayari in English
The beauty of Sad Shayari in English lies in its ability to capture the complexities of human emotions in a few lines. The use of imagery and symbolism adds depth to the poetry, making it relatable and thought-provoking. The poetry can be read and interpreted in different ways, making it a personal experience for the reader.
Another aspect of Sad Shayari in English is its ability to provide solace to those going through difficult times. The emotions conveyed in the poetry resonate with readers, making them feel understood and less alone in their struggles. The words of the poet can offer comfort and hope, serving as a reminder that they are not the only ones going through hardships.
Writing Sad Shayari in English
Writing Sad Shayari in English can be a cathartic experience for poets. It allows them to express their deepest emotions in a creative and meaningful way. To write Sad Shayari in English, one must first tap into their emotions and find inspiration in their experiences.
The poetry should be concise and powerful, using metaphors and imagery to convey emotions. The use of rhyme and rhythm can also enhance the beauty of the poetry. It is important to remember that Sad Shayari in English is a personal expression of emotions, and there is no right or wrong way to write it.
Conclusion
In conclusion, Sad Shayari in English is a powerful and emotive form of poetry that has the ability to touch the hearts of readers. It is an outlet for poets to express their deepest emotions and for readers to find solace in their struggles. The beauty of Sad Shayari in English lies in its ability to capture the complexities of human emotions in a few lines. It is a reminder that even in our darkest moments, we are not alone.